Saturday, March 15, 2008
Wednesday, February 20, 2008
Lena hoga janam hamein kai kai baar.....
Phoolon ke rang se, dil kee kalam se,
tuuz ko likhee roj baatein, kaise bataaoo kis kis tarah se, pal pal muze too sataatee
tere hee sapane lekar ke soyaa, tere hee yaadon mein jaagaa.....
tere khayaalon mein ulazaa rahaa yoo... jaise ke maalaa mein dhaagaa.....
baadal bijalee chandan paanii, jaisaa apanaa pyaar.....
lenaa hogaa janam humein kaii kaii baar.....
hmm....itanaa madeer, itanaa madhoor teraa meraa pyaar......
lenaa hogaa janam humein kaii kaii baar.... 1
Saanso ki saragam, dhadakan ki beenaa, sapanon kii geetaanjalii tuu.....
man kii galii mein mehke jo hardam.... aisii juhii kii kalii tuu....
chhotaa safar ho, lambaa safar ho, sunii dagar ho yaa melaa.....
yaad tuu aaye, man ho jaaye, bheed ke beech akelaa...
ho..... baadal bijalii. chandan paanii, jaisaa apanaa pyaar.. ..
lenaa hogaa janam humein kaii kaii baar.... 2
puurab ho pashchim, uttar ho dakshin, tuu har jagah muskuraye....
jitanaa hii jaaoo main duur tuz se, utnii hii tuu paas aaye.....
aandhii ne rokaa, paanii ne tokaa, duniyaan ne hasakar pukaaraa...
tasaweer terii lekin liye mein, kar aayaa sab se kinaaraa......
baadal bijalii chandan paanii, jaisaa apanaa pyaar...
lenaa hogaa janam humein kaii kaii baar.... kaii kaii baar .... ho kaii kaii baar......